shayeri on 1 / 4 /2006
Mere dil ka ye haal hai...
koi apna hai naa koi paraya hai
aaj kyun lagta hai ki mai aakela hoo...
jab saari duniya ne mujhe apnaya hai !!!
Is dil ko koi samajhaye
ye dil pareshaan karta hai
na mai jaanu na tum
ki ye dil kyun dhadakta hai ??
aaj ye shandar shaam hai aayi
ismein bhi satati hai teri ruswaii
tu jo aati hai to dil khush hota hai
jab jaati hai to kadvi kyun lagti hai mithaii !!!
Insaan ko to dard hota hai
kabhi thoda kabhi bahut hota hai
is dard ne hi to mujhe aaj rok rakha hai
warna insaan se bhala koi accha jaanwar hota hai
;)...this one is funny...couldnt get a good line !!!

Comments